chhup jaati hain aaina dikha kar teri yadain
sonay nahin detin mujhe shabb bhar teri yaadain
tum jesay meray paas hai aur mehv-e-sukhan hai
mehfil si jama deti hain aksar teri yaadain
jab tez hawa chalti hai basti main sar-e-shaam
atraaf se barsaati hain pathar teri yaadain
miss you…….
Leave a Reply