Raat katti rahi chand dhalta raha

raat katti rahi ,chand dhalta raha. aatish-e-hijar me koi jalta raha. koi bachain karwat badalta raha. raat bhar koi tanha sisakta raha. aashk palkon pe aa k bikherty rahy, naam lab pe kisi ka larazta raha. aaj phir raat basar ho gae. aaj phir koi khud se ulajhta raha.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *